Sunday, October 16, 2011

Dua's

Rasul Allah (S.A.W) ka farman hay k jism k jis hisay mein takleef ho u sper apna hath rakho aur

3 times "Bismillah hir rehman nir raheem"
7 times "Aaouz-ou-billahi wa qudra-tehee min sharrima aajido wa ou haziro"

*meaning: Mein panah mangta/mangtee houn Allah tallah ke aur us ke qudrat ke, har us sharr se jo mein (apnay jism mein) moujood pata/patee houn aur jis se darta/dartee houn-"

Yeh dua kitnay jamay hay aur kis tarhah sehat ban ker hamaray jism per jese nazil hote hai- Kuch bimariiyan to moujood hote hein leken is dour mein hum aap nafsiaatee tor per kitnee hee bemarion se khouf zada rehtay hein-Huzoor salalahu elehe wa aaleyhee wasalam k yeh kalamat hein is nafsiaate karb aur aazaab ko khatam ker dete hein.

Pictures of dua's in arabic with numbering in red on each page. (Open pictures in new window to ZOOM IN)



-Reference Syed Abul Kheir Kashfi


Sufi Barkat personally affirming what is written on page 3 and 4 about subhanallahi wabihamdihi

Sufi Barkat says "yeh jo aag lagi hoe hai duniya mein jis ka koi ilaaj ni na pata lagaya. woh subhanallahi wabihamdihi paray. har ek ghar mein, har ek pind men jo aag lage hoe hai na (jhagra, fisaad). Allah pak woh thandii kr de ga"

0 comments:

Post a Comment

Forum pakistan

Pakistani Bloggers!

Labels

Themed by   © zaeemk

Back to TOP